Inayat Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2024
Lyrics
Tu aana kab
Har ghadi mein poochta
Tu jaaye jahan
Pata mein poochta.
Pade ho kaanch,
Par ruke na pair,
Har ghadi tujhe maangta,
Har ghadi tujhe maangta.
Jaane Kahan
hum kho gaye,
Haseen tha rasta,
Hum rote gaye.
Kaise hui galti,
Jo hum mil na sake,
Pa liya tumhe,
Khud ko khote gaye.
Guzarti baarishe,
Guzarta gaya har woh pal
Jisme tujhe ham khote gaye.
Jab aankh khuli,
par tum na mile,
Roya bohot jab paas the tum,
Aur hum tere ho na sake.
Hum tere ho
Na sake.
Galti kar baitha,
Hum khud mein khoye rahe,
Raat din chain na aaye,
Hum khud ko koste rahe.
Kahin mil jaaye,
Lafz inaayat ho.
Bekaraari badhe,
Aur sharam na si ho.
Lafz inaayat ho,
Yeh manzoore khuda toh nahi.
Ishq mera mujhe raste mein mil jaaye,
Woh rasta jannat ka ho.
Maafi maangunga,
Khuda yeh ishq lota de mujhe.
Maana galti hain,
Humse hui hain.
Wafa karunga usse,
Darmiyaan hamare,
Inaayat ki baarish barsa de.
Jaane
Kahan hum kho gaye,
Haseen tha rasta,
Hum rote gaye.
Kaise hui galti,
Jo hum mil na sake,
Pa liya tumhe,
Khud ko khote gaye.
Haam tere,
Ho na sake.