
Aa Jaana Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Dekha kahi par photo ke thi Teri
Tabhi se ninde bhi udd gayi meri
Didar ne hua tha aankhon ko pehle
Dekha ne kahi tha aise koi fairy
Tabhi na ye Dil hai tujh pe dharka
Aashiq hai Sacha ye middle class ladka
Kaise batau mai cahata hu kitna
Piche tere maine socha ne Ghar ka
Din bhar hi khuabo ko bunta hi rehta
Khud se Teri bhi baaton ko karta
Chakkar me tere mai pagal sa hogaya
24 soo ghante tujh hi me mai dhalta
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Tu mere zikro me rehte hai har pal tera fitoor hi mere sar pe hai aaj kal Tu mere zikro me rehte hai har pal tera fitoor hi mere sar pe hai aaj kal
Bin tere yu aab mushkil hai jeena kaisa ye jaadu kar dala toshina tere hi khater ye banda hai sudhara jo pehle kabhi tha ek number kamina
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Tu jo na hoti to kya ye sab hota Dil ke inn baaton ko kya mai pirota
Tu jo na hoti to kya ye sab hota Dil ke inn baaton ko kya mai pirota
Raate bhi tujh me aur tujh me subha pyar ho gaya tumse oo mehbooba
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Taareefo ke tere pul bhi bana du fir bhi reh jaate hai kafi cheeze compose karta mai gaana tujh he pe bajte jo har dum inn every dj
Sab kuch hai badhiya par tu hi nhi hai har pal he rab ko maine ye kahi hai kaise kahu raate kaise gayi hai haalat Naa pucho meri kya hi rahe hai
Ninde ne aate thi woh bhi toh gum thi reason bas ek woh reason toh tum thi Ninde ne aate thi woh bhi toh gum thi reason bas ek woh reason toh tum thi
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere
Aaja na aaja na aaja na baby Aaja na aaja na pass me mere