
Kaisa Ye Pyaar Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Tune jisko bhi manga woh na mile par tujhko
Binn mange milee hum
Jab woh sune na nazmein ye meri kabhi toh
Kab tak ek tarfa likhe hum ?
Tum toh Tum Toh kehte the mar jaoge mere bin
Par mere bin jyada haste dikhe tum
Tumne kaha tha rahoge yaha hamesh par
Agle pal tk na Tikke tum
Toh jaane kaisa pyaar hai
Jismein haq woh jataye par
Fikar na jab meri baat hai
Jub Meri Baat Hain
Toh jaane kaisa pyaar haiiiii
Jismein dono ki hami mein hami
Par fir bhi na sath haiiii
Par fhir bhee Na Saath Haiii
Main toh sochta raha ki kutch toh hongi yun toh
Majbooriyan teri bhi
Jo tu chaha kar bhi aayi thi bann ne meri
Par na ban payi kabhi meri bhi
Toh sochta hoon ki kya manzar mila ishq se
Mujhe har pal teri fikar par tujhe na fikr ye
Tu toh chod gayi thi aadhe raste pe mujhe aur Waapas aane ka na rasta pata mujhe
Toh kho gaya hoon dhundh le mujhee,
Main toh badlon se baatein krta puch le usse
waise bhi tu toh chat pe roz baithti hai na
Toh kya ek baar yaad naa ayyi meri tujhee
Mere zakhm aur toote dill ki dawai nahi hai
Mera katal dekha sabne par gawah nahi haiii
Jo mere wafa ke layak aisa
Seher mein koi bacha nahi hai
Jo mere anshu de sukah aisi hawah nahi haii
Har ghadi main mere pyaar ka mazak banta dekha
Har ghadi mujhe pata tha tu bhi kar dega andekha
Har ghadi main fir bhi mangta tha ki tu khush rahe
Khush rahe khush rahe
Bhale ye rishta na rahe
Bass Tu Khush Rahe
Hue tabah hum jab bhi
Piche tere aa rahe
Stranger Is Here
You already know who the fun it is