
Ziddi ft. Banjarnama Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2024
Lyrics
Hai jaane bebasi ye kaisi
Kitne chehro pe hasi hai
Dil mein maayusiya hai
Seene main hai cheekhte gum
Par labo pe jaane basti kyu ye khaamoshiya hai
Jo apna tha na usko khona khaahe ka
Aansu jo sukh gaye fir rona kaahe ka
Kitni khalao se hai bharne laga apna dil
Samjhi hai jabse duniya ki ye fitrate tabse hi
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Sunta na darta na
Karta ye khudki hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Ab na humein hai parwah koi
Khona tha jo bhi sab kho diya
Lootegi hum se kya zindagi
Is jaan ki hai kimat kaha
Humne tukdo mein khudko gavaya hai
Jhoothi umeedo mein khudko dubaya hai
Seene mein pathar banke chubhne lage hai ye gum
Jab apno ki khaatir hue hum bewajah tabse hi
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai
Sunta na darta na
Karta ye khudki hai
Ziddi hai Ziddi hai
Dil thoda ziddi hai