
Fanaah ft. ABS Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2024
Lyrics
Haa hua mai fanaah
Sone chehre ke is noor pe
Haa hua main fanaah
Jo dede ulfat hame door se
Haa hua mai fanaah
Yun teri baaton pe
Yun barsaaton pe
Haa hua mai fanaah
Jana hardam teri baatein khudse
Na jaane
Kyyuuuun
Tujhe dekhu jo subah ko mera din Savar jaye
Kyunnn
Tujhe seene se lagalun jo tu haa Sambhal na paye
Kyuunn
Saare aansuon ko tere
Khudpe ham utar le
Kyuunn
Leke mehfilon mein naam tera Shayari si gayein
Ye teri jo khushi
Na jaane lagne lagi hai kyu apni
Mai hua zehnaseeb
Meri kismat ke raste pe tere kadam chlte
Hai dhoop subah ki vo
To ye ankhe nikhar jaye
Jo vo sehra kinare ka
To ye dariya theher jaye
Yun hi beheka sa firta rahu
Behna sang tere banke hawa
Adat ho jani thi ye hame
Qurbatein marz ki ye dawa
Jitna mehsoos karun
Utna hi paalu mai tumko
Jitna aun kareeb tere
Utna gawadu mai khudko
Jitna mehsoos karun
Utna hi paalu mai tumko
Jitna hu kareeb tere
Utna gawadu mai khudko
Na jaane
Kyyuuuun
Tujhe dekhu jo subah ko mera din Savar jaye
Kyunnn
Tujhe seene se lagalun jo tu haa Sambhal na paye
Kyuunn
Saare aansuon ko tere
Khudpe ham utar le
Kyuunn
Leke mehfilon mein naam tera Shayari si gayein
Haa hua mai fanaah
Sone chehre ke is noor pe
Haa hua main fanaah
Jo dede ulfat hame door se
Haa hua mai fanaah
Yun teri baaton pe
Yun barsaaton pe
Haa hua mai fanaah
Jana hardam teri baatein khudse
Na jaane