Jaana Hai Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2024
Lyrics
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Teri fitrat me kahan humse dil
Lagana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Sang tere rahenge
Toh ye aankhein bahengi
Kuch baatein sahenge
Kuch baatein chubhengi
Kyu na hum dooriyan
Ye bhdate chalein
Bas khatam kar yahan
Kyu tamashein karein
Ye tamashon ke bina humko jiye
jaana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Teri fitrat me kahan humse dil
Lagana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Ye kaisi aadatein
Tere jaane se lagi
Kabhi so na pau mai
Khane ka mann nhi
Kyu na hum iss kami
Ko nibhate chalein
Bas khatam kar yahan
Kyu tamashein kare
Ye tamashon ke bina humko jiye
Jaana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Teri fitrat me kahan humse dil
Lagana hai
Aaise jaana to nhi chaha tha
Par jaana hai
Hmmm
Par jaana hai