
Asmaan ft. Maliha J. Khan & Abu Bakar Zahid Lyrics
- Genre:Electronic
- Year of Release:2024
Lyrics
Raat mein bhi hai saaya kiun
Shaam mein jo chor aaya hoon
Kaisa tera yeh asaar hai
Maangy bina dil mein basar hai
Payar hai ya hai imtehan
Taroon mein jo dekhte tere nishaan
Tere Jaane sy khafa woh kaarwan
Meri aarzu thi tu karay bayaan
Roya chandni mein bhi kiun asmaan
Lafzon mein likhy thy khawab
Sehmi si reh gayi woh raat
Bata kay bhi gaya nahi
Woh Sunkay bhi thera nahi
Mere dil ki aik awaaz
Lay chali hai tere paas
Bhulana chahon bhi sahi
Meri aarzu wohi
Jaane jaan tu nahi hai paas
Meri zindagi ab tere hath mein tu deja
Mujh ko sakoon ki aik aas
Taroon mein jo dekhte tere nishaan
Tere Jaane sy khafa woh kaarwan
Meri aarzu thi tu karay bayaan
Roya chandni mein bhi kiun asmaan