![Duba](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/04/12/3d60fef1a3584496a1982a9e42648c41_464_464.jpg)
Duba Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana
Bhade jo faasle vo tere mere darmiya
Baatein to hai meri pr teri vo khamoshiya
Mujhko batade kya khata hai meri jaaneja
Mat kr na esa ab chor ye nadaniya
Ha jaanta hu mujhme bhi hai kafi khamiya
Ab chor beeti baatein aaja mere darmiya
O jane jana mujhse or na tu dur ja
Baatein hai meri baki unhe to ha sunja
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana
Ha teri baato ko sunne ko ab tarse
Ha teri yaado mai hi ab dube rhete
Teri khamoshi mere dil ko lagi haadsa
Mujhko batade kya khata hai meri jaaneja
Ab to ha baarisho ka aana
Mujhe raato me satana
Teri yaado ka fasana
Tere piche me aawara
Firta hu kyo diwana
Tera haal bhi patana
Ab mujhe meri jana
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana
Abhi duba teri baato mai
Teri baatein hai meri yaado mai
Ab tu hai kaha
Mujhko ye bata o jana