
Ek Mota Hathi Ghumne Chala I Part 3 | Hindi Nursery Rhymes Lyrics
- Genre:Kids
- Year of Release:2024
Lyrics
Ek mota hathi jhoom ke chala,
Makdi ke jaal mein jake wo phasa,
Jaal ko dekha, dekh ke dara
Dusre hathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Do mote hathi ghumne chalein
Gahri nadi mein jake wo phase,
Khudh ko dubte dekh ke darein
Teesre hathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Teen mote haathi sair ko chalein,
Shikari ke pinjare mein jake wo phasein,
Shikari ko dekha, Dekh ke dare
Chauthe haathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Chaar mote haathi jhoom ke chalein,
Kichad mein jake sab wo gire,
Khud ko dekha, Dekh ke dare
Pachve haathi ko ishaare se bulaya
Idhaar aa, idhaar aa, idhaar aaa
Panch mote hathi masti me chalein
Unity ne unko khatron se bachaya
Soond hilate aage wo badhe
Masti me apni chaltein wo rahe
Ha ha ha, Ha ha ha, ha ha ha