Tum Ho Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2024
Lyrics
Teri baaton pe
Dhale din mera
Tum se hi kyun
Itna m juda
Teri hi khwahishe kyu dil kar rha h
Tu na dikhe to lgta khali jahan h
Tum ho ya na ho
Har gham ki dawa ho
Dil mein mere tum sadaah ho
Rab se jo maangi wo dua ho
Mil k laga h tum se
Tu hi hai sabse pyara
Aasan nhi hai lekin
Tumko yun apna banana
Mil k laga h tum se
Tu hi hai sabse pyara
Aasan nhi hai lekin
Tumko yun apna banana
Koshish hu karta har pal dhoondu main roz bahana
Mil jaye jo tu mujhko to kya hai aur paana
Mil jaye jo tu mujhko to kya hai aur paana
Tum ho ya na ho
Har gham ki dawa ho
Dil mein mere tum sadaah ho
Rab se jo maangi wo dua ho
Tum ho ya na ho
Har gham ki dawa ho
Tu mile mujeh to aasan har gham ki dawa hogi
Tera hona mehar rab ki muj pe hogi
Rab se maangu main tuj ko sham o subah din raat sadah
Milna tera
Qabool dua hogi
Qabool dua hogi
Qabool dua hogi
Qabool dua hogi