Adaa Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2024
Lyrics
Kaisi hawa yeh
Khushbu ki leher
Chamaktaa hua tere husn ka zeher
Teri in raahon se
Behki nigaahon se
Karni hai abb wafa
Teri in baahon mein
Zulfon ki chhaaon mein
Chahiye mujh ko panah
Saansein thaamay mai tak raha teri har ada
Khoo saa gaya hoon tere in khayalon mein
Gum saa gaya hoon tere jaalon mein
Har shaks hua tera muntazir
Ghaayal huye kitnay dar badar

Teri har Adaa
Saansein thaamay mai tak raha teri har ada
Khoo saa gaya hoon tere in khayalon mein
Gum saa gaya hoon tere jaalon mein