![Banwara](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/02/14/7eb383bc69d243f392264789b39066db_464_464.jpg)
Banwara Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2024
Lyrics
Hai kyu yeh naa jaane mera dil bekaabu
Dekh tujhko khojaye kaisa hai yeh iaadu
Hua tera
Mann khichta hai mujhe teri or yeh
Dil bechara
Rehta hamesha out of control hai
Mehfil hai yaara
Jab saath mein ho saath tera
Thoda awaara
Sa hogaya hai yeh haal main hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Chadh raha bukhaar jiska tu ilaaj hai
Betabhi hai ghum jab hoti tu paas hai
Hua tera
Mann khichta hai mujhe teri or yeh
Dil bechara
Rehta hamesha out of control hai
Mehfil hai yaara
Jab saath mein ho saath tera
Thoda awaara
Sa hogaya hai yeh haal main hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Banwara hua Banwara hua
Banwara tere pyaar mein hua
Hai kya yeh mujhe hua
Dil ko tune yoon chua
Hai teri ek nazar ne
Mujhko hai ghayal kiya
Naa hota ab sabar yeh
Dooriyan de tu mita
Mehfil hai yaara
Jab saath mein ho saath tera
Thoda awaara
Sa hogaya hai yeh haal main hua
Banwara
Banwara
Banwara
Banwara
Banwara
Banwara
Banwara
Banwara