
Anjaam Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Raat bole mujhe aake mere kaam ko anjaam de
Khareed de duniya bikher tu daam de
Uthale jo apne hai tere
Baki duniya ko bhaad me jaan de
Maa baap ko khush rkh
Teri bhain ko pyaar de
Yaa to baap ko baap smjh
Ya fir baap ko paal le
Mai likhunga tabhi bikunga zamane me
Pyar ki saut bni hai kala meri
Tajurba buddhe ka lera jawani me
Maa chuda mujhe na chahiye salah teri
Behoshi or maut ka manzar
Apni hi peeth pe apno ka khanjar
Pyaar bhi dhoka hai duniya ye
Ghasti ka chhed hai gehra samandar hai
Koi dikkat ni kismat ka tala khula ni
Mai likhta ni baate puraani
Mai daudta sath na unke kabhi bhi
Jinhe khud apni manzil ka ptaani
Mujhe hona mashoor
Tabhi to manzil hai door
Mujhe na chaiye ab hoor
Bombay me Bombay sapphire
Jeb me rakam or chehre pe noor
Ae khuda mujhe maafi de tu mere karmo ki
Mere liye kaafi hoga
Mera case jo pocha ab teri Adalat me mera insaaf hi hoga
Mujhe pta hai uhi nii ni chalta mai raat me saath me leke parchayi ko
Meri nazar hai dhundti bheja khuda ne jo koi mera saathi hoga
Maine bola tha waqt ko mere jo apne hai mere bus waqt pe unki awkaat dikha
Baaki dallo ki gaand pe laat dikha
Parchayi ko dikha ke raat me bola wo jaa
Naa tera hai koi bus tu hi hai khud ka
Jaa tu fir kalam uthaa or is duniya me apna bawal dikha
Mujhe khud pe bharosa na hota to likhta mai kaise
Fizool ke logo ki duniya me dikhta mai kaise
Qurbaan jo krta na raat andhero me
To bata bikta mai kaise
Is game me tikta mai kaise
Gham likhta mai kaise
Tum dhiktaana kro bus gaano me
Bikta na artist yha saare character ko dekhe
Walekkum assalam mujhe gaali dede
Meri kala ko kar salaam
Ab dekh liye gham tamaam
Mujhe jachata ni kuch haraam (tabla) music
Naso ko thanda mai karra nasho se
Bewajah ki beef na loge bachoge
Lock room M feel so safocate
Mathematics lgaata ni gaano me
Jo bhi mai likhta wo seedha hai dil se
Khauf na rkkha kbhi bhi zamane ka
Chaska hai bachpan se paisa kamane ka
Chillar hai gaane tere mere pass mei poora khazana
Crore ki deal ko kaise uthana
Mai sign nhi
Mai likhra hu baate dilo ki par rhta mai high nii
Kahani meri asmanjas me
Galat sangat me bada hua
Sath wale sath the sab
Bus waqt tha kharab
Tabhi mattha kharab
Tabhi likhta khitaab
Meri rakam me chahyie hissa
To fir aake mere gham ko baat
Kai saalo se gham me na kal ki baat
Kai sawal hai mere na hai jawab
Mujhe De jawab
Maine bhigaadi simran ki saare
Tu surma bhopali lge gandi gaali
Bhatija tu galat natije ka
Thoot ko beech me rkkhu or bajadu taali
Tu baap ki gaadi uchaal
Tere jaiso ki mai baitha cardi uchaalne
Khairat na leni psnd hai
Tabhi to mai baitha saltanat smbhalne
Wo Raat ke bje the 3 wo shahar ki galio ka shor tha kaano me
Haath me nasha dimaag me bhasad hai dard mehsoos kr gaano me
Bajte hai hum bhi to loop pe
Tabhi to hai shaam maikhano me
Rasool hum bande khuda ke
Tabhi to zamana bhi jaane diwano me
Ruka ni jaata kyoki
Apna sabr ab toot chuka hai
Jis raste pe bheed chalti hai
Kasam khuda ki wo rasta kai saal phle hi chhoot chuka