
Uba diya Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Ab safed kambal kam hai
Kam akal ka hamshakal jo kal
Ab
Asal mei jala diya
Badal badla
Kal jo garja
Ab vo murda
Kharcha parva darja
Maine saja diya
Kyu ab main duur hu
Bin tere mashhoor hu
Jaan ruke toh har janam tu jaan bane
Jashan tabhi hazam hue
Baat kar sake toh dono
Kyu majboor hai ?
Kasam kalam
Sitam sanam
Titar pitar
Bikhar gaye ham
Khudse puchu
Uba diya
Kaise
Thamu
Shaamo
Baahon mein
Nami kyu basti nigahon mein ?
Maine tujhko rula diya
Hasi
Sabhi Thami
Kyu hi na jami ye zameen
Jo teri hai kameen
Kaise tujhko maine yaara
Uba diya
Khova diya
Kala subhah diya
Khoyi hai vaadiyan
Jeete nahi haareya
Baste wande haan
Bache pyaare na
Dukh na jaareya
Uba diya
Khudko fuka diya
Gehra nasha diya'Vanvaas jo siya
Khas khaas ke jiya
Dil bhi na sila
Vartmaan ki kalam Paida hui
Andhiyaan
Uba diya
Kaise tujhko maine yaara
Rula diya
Kyu naya na sila diya ?
Kyu ?
Uba diya
Kyu ?
Kalaish
Hua
Yaara
Jab
Ik din
Janma
Lankesh
Pohochane the
Dil se likhe
Hue har ik
Sandesh
Ab
Syaahi
Ka main
Ik
Khilaadi
Yahi mera
Ik khel
Pyaar bana ik jail
Pyaar bana ik jail
Koi mujhko riha kar
le ja kahi bhaga kar
Na main seh pata hu
Koi asar samjha kar
Dard dafna kar
Sabhi duvidha jhadd
Sara nikaal kar
Yahi khatarnaak darr
Pure sansaar bhar
Mile upaay marr
Deti thi raay vo udi laga par
Uba diya
Kaise tujhe thaamu shaamon baahon mein
Nami kyu basti nigahon mein
Maine yaara khova diya
Hasi sabhi thami kyu hi na
Jami ye zameen jo teri kameen
Kaise tujhko maine yaara
Uba diya
Khova diya
Kala subhah diya
Khoyi hai vaadiyan
Jeete nahi haareya
Baste wande haan
Bache pyaare na
Dukh na jaareya
Uba diya
Khudko fuka diya
Gehra nasha diya'Vanvaas jo siya
Khas khaas ke jiya
Dil bhi na sila
Vartmaan ki kalam Paida hui
Andhiyaan
Na jaanu kaise jaanu ne
Kiya jaadu jo
Hua main bekaboo
Na sambhalu
Khudko maaru
Na main maanu
Na bemaan hu
Khadaan hu jise
Khodo toh asaan hu
Tujhe kho diya dejaan hu
Ab main shamshaan hu
Apna ya mehmaan
Be-jaan ya jaan
Sab uba te hai
Guzra tha kal dil se
Guzra hai kal ab vo
Aaj bhaye kyu
Toh phir
Udne de
Udne de
Un yaadon ko
Is pijre se
Kyuki aaj ya kal ko toh
Ham bhi ub jaate
Aur bolte usko ki
Kaise tune
Uba diya
ye ye ye
Dronacharya ye