Khawab ft. Muzic As Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Na koi maqsad na koi waja hai
Ye zindagi mere liye ek saza hai
Bas logao ki tarha yun jeena or marna
In logao ko acha bhi dikhna bura hai
Q sapnao ko jeena yaha pe mana hai
Kala ki kadar q ye apne na jaane
Jab hoti taraqi dekh karte tareefe
Ye phir bhi na jane q mujh se anjaan hai
Ankhe hai lal lekin neend nahi raataon me
Haatao me hai kalam neeli sihayi kagazao pe
Sapne hai bhoot bade dekhe inhi aanakhao se
Khawabao ko pura kar dekhna cahti aankhe ye
Manzil mile gi tujh ko sabar se tu kaam le
Aapano ka saath nahi phir bhi dekh hum kaha khade
Gam bhari zindagi me bhi hum khusihya baatre
Kalam ko kagazao pe khas k khud ko hum tarashre
Aap Mere baare nahi jaante Zara moun rahe
Haqeqat na Bata te qamiya Nikal Rahe
Logao ki nazrao se hi mere saare kaam bigde par dekho ye khuda ki marzi phir bhi hum mahi ruke
Mahnat kari hai mai ne or rakha sabar bhi hai
Haosle buland mere asmaan k jaise hai
Mushkil hai rasta par chalna bhi to khud ko hai
Ya apne hi khilaaf baithe apne ko hi khinchne
Bharosa na kaisi pe khud hi zimmedar hai
Dost to dost reshtedari ka wahi haal hai
Duba khud me mai to khud se hi ab pyaar hai
Jo socha na kaisi ne waha se hoti shurwat hai
B-e-misal mai kala ye meri jaam hai
Nasha sa jadh gaya hai tab se hi bimaar mai
Mana ki har dafa mai late aata seen me Par jabhi aata seen me to jhoomti awaam hai
Suraj na dekha bas chand se mukatib mai
Andhera hoti hi mai likh ne baithu raatao me
Rooz marha zindagi ye kaisi meri chal rahi
Kahaniyao k zarye hi ye beat pe suna du mai
Kalakaar mai kalam kagaz ki talab hai
Likhu mai rooz to phir wohi bani adat hai
Kala se aashiqe ek tarfa hi mohbbat hai
Hip hop mere dil or mujh ko us ki zaroorat hai
Na koi maqsad na koi waja hai
Ye zindagi mere liye ek saza hai
Bas logao ki tarha yun jeena or marna
In logao ko acha bhi dikhna bura hai
Q sapnao ko jeena yaha pe mana hai
Kala ki kadar q ye apne na jaane
Jab hoti taraqi dekh karte tareefe
Ye phir bhi na jane q mujh se anjaan hai
Zimmedar mai ban gaya hu waqt k chalte
Humesha B-e-fikar ha wo bhi kaise din thy guzreg
Ghar ki thi fikar hume na hum kisi ki sunte
Ab mai hi gahr ka hu bada to zimmedari sar pe
Khwaohishe bhi paali zimmedariyao k chalte
Kiraye ka makaan phir bhi log q hai jalte
Na ghar gadi paisa phir bhi flex karu bhar k
Ye meri zindagi hai is me ap q daqal de
Jab karz me thy doobe hum to koi bhi nai saath tyh
Bas walida k saath hi hum do bhai ek jaan thy
Khuda jo bhi hai nawaaza apni shaano shaan se
Ab seen pura short hai to talve ye chate
Dikhe na log Mujhe kahne ko jo bhai thy
Mere hi ssath rah k dekh rahte faide
To faasla hi rakhu mai ye saare rishtedaar se
Jo kahne ko saath hai bas karna nai cahte
Manzil lage door phir bhi raste nai naape
Ye zindagi hai mere bhai na rokte waqt k kante
Mahnat pe bharosa to lakhire kis kaam
Jab dene wala ek to hazarao se q mangte
Khuda gava hai dekh maine raate kitne kaate Ye chaar diwarao se hi mere sache rishtr naate
Jab apne dete dhoka to ye dushman hai kis kaam k
To sikha maine zindagi ko jeena apne ap se
Khuda ka lakh shukar hai jo zindagi di us ne
Halal ka hi kahna kaha baap ne bachpan se
Ab walida phi khush hai mere kaam se naaraz nai To or kya hi cahiye mujh ko meri zindagi se
Mera bhi ye martaba buland hoagay hai
Alfazao me hai jaan dali amar hoagay mai
Likhai meri gahri itni doob te hi jaoge
Ab jheelo ge tum kaise mujh ko bhari pad gaya mai