
Yeh Dooriyan Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2024
Lyrics
Tum mere na rahe
Kyun faasle hein ye
Zakhmo se bhara
Daaman dil ka hua
Rokey kia hamein
Milna mushkil hua
Yeh dooriyan
Keh rahi hein jo
Inki sadaa
Maan bhi to lo
Khushiyon se bhari
Ik daastan mein tha
Jbse tu gya
Gham ka hun karvaan
Ab khaalipan mera
Mujhko hai kha rha
Ab har qadam
Tujhko hai ja raha
Yeh dooriyan
Keh rahi hein jo
Inki sadaa
Maan bhi to lo
Yeh dooriyan
Keh rahi hein jo
Inki sadaa
Maan bhi to lo