Kitaab ft. Gravity Music India Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Baal hote khade
Aur fati thi jurab
Shuru meri journey
Haan month tha December
Choti si ek family ka
Chota naya member
Aaj bhi remember
Mujhe sara mere kaand
School main
Haan banu murga
Sir ji mare daant
Meri maa karti shaant
Han jo bhi tha chilata
Khadi jaisi warrior
Haan sidha mare chaanta
Maru daka lunchbox
Voh thandi thandi Maggi
Khali hota period
Hum dost sare happy
Last bench bana dhol
Dost peet te bajate
Sunke mera rap
Sab Hazo the chilate
Bana bhai bana yaar
Kanteen mai udhar
Papa bane ghoda
Londa unpe sawaar
Voh athanni ki toffee
aur flavour jaise coffee
Kandhon pa basta
Par khali meri copy
Jhutha naam, jhuthi fame nahi
Ijaazat thi kamai
Tabhi saare yaar
Aaj bhi bolte hai bhai
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Baal hote khade
Aur fati thi jurab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Baal hote khade
Aur fati thi jurab
Yeh kahaniya nahi
Mera jaan hai
Mera pariwar
Dost meri shaan hain
Aab na rukti kalam
Yeh elaan hai
Na pata jati dharam
Sab insaan hai
Voh bhi waqt jeben khali
Na tension kabhi paali
Ladne aata koi
Toh muh se nikle gaali
Tab saath mai Diwali
Aur gumte Manali
Aaj sab hai apna pass
Phir bhi lage sab khali
Yeh zamana lage jaali
Aur bhaage saare sapne
Aaj bhi mai dhundhta
Voh yaar mere apne
School ki voh bus
Jaise mera hai jahaj
Vaade ek bar karte
Toh khulte na raaz
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Baal hote khade
Aur fati thi jurab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Umar thodi choti
Par bante the nawab
Bawe aaj bhi main dhundu
Voh kahani voh kitaab
Baal hote khade
Aur fati thi jurab