![ZAKHAM](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/12/11/eb659d9794304d3f8947a3de13904f9a_464_464.jpg)
ZAKHAM Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay
It's Dear you
Likhon ab khat tujhe main so i can clear you
Tu mujhe sun nahi parhee i can hear you
Tu khud ko dekh mere dill se its a clear view
Rehgaye Kuch raaz raazdar ban k aogi?
Aogi to khao qasam wapis nahi jaogi?
Rahi ho tm dill main pehly ab dimagh main ho
Akay bahon main tm kab muskuraogi?
I drink sometimes magr wo charhy na
The shit is in my head dil bhi baray na
You are gone phir kue samny khari ho tm?
Yah main pee chuka hun zada dimagh chaly na
Tune badal lee muhabbat kue nah badlay hum shehar?
I must be dead inside asar krta nahi zehar
Kuch krna saka khaas tere wastay main
Isi lea ruk gaya tha main beech raastay main
Meri tujhse nai shikayat tere laiq nahi tha main
Jab bhi hum laray mana jaiz nahi tha main
I was a bad guy tune koshish kri buht
Buri the shayad qismat tujhe haar dea main
But im proud of you girl tu sab sehti rhee
Tune jhela hai buht bs tu kehti nahi
Yes I miss you sometimes teri ati rahy yaad
Magr suna mera naam tak tu leti nahi
Dill veeran hai yeh mera isme ab tu bhi nahi
Muhabbat sachi ho to jaan wo phir milti nahi
Tere khatir kitnay kea hain rishtay khatam
Aj bhi seh letay hain tere dea zakham!
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay
Tha raat ka pehar hai or main chal raha akela
Teri yadon ka kehar kese hir din maine jhela
Pilakay khud he zehar parhdi dua e khair
Mera to bss ek ghar tha tera dill poora shehar
Sookhi hai zameen dil main rehti hai kami
Ankhon main nami ki waja ho tumhi
Bangaya kavi mujhe sun rahy sabhi
Tu sunti nahi mujhe akay suno to kabhi
Mumkin hai k meri ab nahi ati hogi yaad
Mumkin hai k tujhse phir hojae mulakaat
Or guzar jaon bagal se tujhe bhanak bhi nah ho
Mumkin hai shayad wohi meri akhri rahy raat
Bohtaan jo bhi bandhay tmne saray hain wo jhoot
Do jaan main thay ek hum kue rehty hain ab door?
Armaan thaa tu mera or tu he hai mera noor
Asmaan hota tera or tu bankay rehti hoor
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay
Seh lenge zakham jo tune dea
Par mita de tu yeh faaslay
Shayad fitrat tmhari thee janay ki
Kue dill yeh samjh na sakay