Na Tha Woh Pyaar (Remix) ft. Yüva Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Sehmi si main rehti hoon
Dua dua maangkar thaki hoon
Kya yeh pyaar hai bhi
Is this it
Savaal hai nahi par main dhoondhti hoon
Hal koi, kyu yeh karti hoon
Anjaani si hai ghadi
This ain't it
Andheri raahon pe
You don't make me feel safe
Kya laga lu main thoda sa break
Hain aansoon beh rahein
Yakin hum kyu karein
Kuch wajah do, wajah do mujhe
They sapne hazaar
Na tha woh pyaar
Na tha woh pyaar
Kho gaya dil ka karaar
Ho gayi main faraar
Na tha woh pyaar
Dheere dheere we said take it slow
Aage where we'd always wanna go
Ab tak kyu hai hum yahin
Stuck in the past
Thoda thoda karke changed for you
So that I could be the one for you
Parchai mere hai kai
I don't recognize myself
Ude duur tum kahi
Dikhti nahi zameen
Kaise bolu hai hummein kami
Aansoon na rok saki
Hai dard yeh ankahi
Kuch badlega badlega nahi
They sapne hazaar
Na tha woh pyaar
Na tha woh pyaar
Kho gaya dil ka karaar
Na tha woh pyaar
Na tha woh pyaar
Na tha na tha na tha woh pyaar
Jisko aasma ke mehsoos hoti hai haar
Jaane dene mein hai hoshiyaari
Yeh maan lo (yeh maan lo)
They sapne hazaar
Na tha woh pyaar
Na tha woh pyaar
Kho gaya dil ka karaar
Na tha woh pyaar
Na tha woh pyaar