Noor Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Iraadein hein khushi ke,
Gum ko ha kaise hum jayenge bhoooooool?
Khushi ko sajane ko auro ki
Khudke lutaye hein nooooooor
Sabhi ko jo rakhna tha khush hi
Bas khud ko ha kar liya duuuurrrr
Ke dil ye pukaare, hum baithe becharein
Ab manzilein kitni hein duuurr?
Iraadein hein khushi ke,
Gum ko ha kaise hum jayenge bhoooooool?
Khushi ko sajane ko auro ki
Khudke lutaye hein nooooooor
Sabhi ko jo rakhna tha khush hi
Bas khud ko ha kar liya duuuurrrr
Ke dil ye pukaare, hum baithe becharein
Ab manzilein kitni hein duuurr?
Khudko ha khudse milane mein, aapna baanane mein
Saal hi saal bitaye hien, umrein guzaarin hein
Khud par hi khud hi hum bhaari the
Haal hi mein, humne ye jaaana ke hum bhi mahhobat ke aaadi hein
Chal sakte raahein ye fulon ki
Yaadon ki maala hum jap saktein
Mil jaye wo, jinke baarein mein baatein naa rukti hein
Aankhon se jaake wo dil mein utartin hein
Zukhti hein palkein to jaise
Wo sari ki sari ye duniya, aaage unke to rukti hein
Jalti ye duniya mahhobat hamari
Dekhein aur soche, apne haathon ko maltin hein
Jaldi humare ye dil ko ha dil se mil jane ki
Jane ki unke sirhanein, mahhobaat jata ne ki
Kehna hein, kaise wo mere in lafzon mein rehte hein
Unko sun kehte hum hal-e-dil gaano mein, sehte hein
Rehna hein tere hi dil mein ab jaa kar, naa
Hona naarazz, sare raaz hum ye kehte hein
Behtein hein moti, jo aankon mein dikhte na
Gum ye humarein jo lakhon mein bikte haa
Zindgi sari aandheron mein kaati
Mila hein, na jaane ab denge yee noor
Iraadein hein khushi ke,
Gum ko ha kaise hum jayenge bhoooooool?
Khushi ko sajane ko auro ki
Khudke lutaye hein nooooooor
Sabhi ko jo rakhna tha khush hi
Bas khud ko ha kar liya duuuurrrr
Ke dil ye pukaare, hum baithe becharein
Ab manzilein kitni hein duuurr?
Iraadein hein khushi ke,
Gum ko ha kaise hum jayenge bhoooooool?
Khushi ko sajane ko auro ki
Khudke lutaye hein nooooooor
Sabhi ko jo rakhna tha khush hi
Bas khud ko ha kar liya duuuurrrr
Ke dil ye pukaare, hum baithe becharein
Ab manzilein kitni hein duuurr?
Sil sile honthn sile meri manzilein
Kamrein ye dil ke ha tumhein mere band milein
Sang chalein humeein ye tang karein baatein sari
Gum ki ye tabhi to hein sare sare ful khilein
Dil milein humein kahi sare raas-ton mein
Shaam dhalein ghaar jaye - kahi ese dil milein
Saath dee na paayein - aansuo ko sang mere
Rang sare change kare kahi to hein dil milein
Raastein naa hein ye naaye mere liye mere dost
Meri to ye sari - roz ki kahani hein
Likhe lafz saare cj bole mere nahi
Aankahin biti sare logo ki kahani hein
Sath hein jo mere - sath khade aaj sare
Log sune geet - mere dil ki zubani ye
Kitna hu mein kareeb - sare dilon se ye
Dher sara pyaar- jane kya ye maherbani hein
Naam liye bina naam japte hein
Tujhe khudse hi jyaada thoda pyaar karte hein
Dhushmanon mein bhi hum thoda naam karte hein
Pyar gaanon se ha thoda izhaar karte hein
Jan e jaana teri yaddon se hum jaam bhartein hein
Mere dushman haa ye tere kaan bhartein hein
Uljhano ke bas naam hi to zindgi heein meri
Sulzhane ka bas isko, hum kaam karte hein
Tabhi,
Iraadein hein khushi ke,
Gum ko ha kaise hum jayenge bhoooooool?
Khushi ko sajane ko auro ki
Khudke lutaye hein nooooooor
Sabhi ko jo rakhna tha khush hi
Bas khud ko ha kar liya duuuurrrr
Ke dil ye pukaare, hum baithe becharein
Ab manzilein kitni hein duuurr?