![USKI BHEN](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/11/30/b944118f9c0a4ebc89e45071c3ddbc06_464_464.jpg)
USKI BHEN Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Uski Behn meri fan, par mai flex nahi karta
Aur mai saamne se jaake usse text nahi karta
Parishan tu kyu itna meri ex thi wajah
Red flags ki dukaan aur wo karti hai nasha
Kaanoon se mai khelu thanedar se
Mai keh du meri bhai bete chaar
Bas abh panga na tu le tu mere
Paas hai dawaa, mere gaanoo ka nasha
Meri bandi meko boli aake party mein baja
Pocha party sade 7
Dekhi mene mehngi car
Usse utri apsara, make-up party mein kara
LV body uski yaar, mehngi whisky pe parchaar
Dekha jaadui parchaa, karti khulla vo kharcha
Londe noida ke hum chaar
Sedha dil ke karte waar
T-Shop pe nasha, khaane jate Akshardham
Aaya bandi ka peghaam, sector 30, phocha shaam
Aur wo leti mera naam, shawty karti nahi koi kaam
Mera dil hai bemaan, shawty baat abh meri maan
Shawty sleepin on my arm, haanchal kar le tu aaraam
Uski Behn meri fan, par mai flex nahi karta
Aur mai saamne se jaake usse text nahi karta
Parishan tu kyu itna meri ex thi wajah
Red flags ki dukaan aur wo karti hai nasha
Red glass dali daaru, shawty ho chukki hai chalu
Drama queen, dawa khaatu, tera banda kitna jhaatu
Meri bahaao mein na aatu, agle din ho jaana dhachu
Phele bolegi mai saathu, pethi pike wo bekaabu
Meri baaton mein hai jaadu, tabhi duniya mein samaadu
Kashe chalre yha pe daasu, tabhi thass ho chukke maasum
Uski bhen ho chukki, fan hai meri
Heere ko tarashi saari raaton mein aayashi
Kaise likhunga mai panne Abh hai aankhe kaafi baari
Abh hai aankhe kaafi bhaari.