
Tu hai Meri Lyrics
- Genre:Rock
- Year of Release:2023
Lyrics
Tum hi kaho aur mein hi sunoon
Teri baahon mei mein hi rahoon
Esa na ho ek bhi din mera
Jismein tere bina mein jiyoon
Rab se mein mangoon tujhe
Kyun na ab saaton janam
Jitni bhi ho dooriyan
Bichdenge na hum sanam
Tu hai meri mein tera
Aaja mere sang chal
Kandhe pe ho sar tera tham jayein pal
Tu hai meri mein tera
Aaja mere sang chal
Tujhko hi toh chahe dil
Aaj aur kal
Ke sau janam tujhko pyar karoon mein
Tera deedar karoon mein
Mere zikr mein tu har jagah
Aankhon mein tujhko apni basa loon
Jee karta hai apni bana loon
Bana loon mein jeene ki wajah
Ke sau janam tujhko pyar karoon mein
Tera deedar karoon mein
Mere zikr mein tu har jagah
Aankhon mein tujhko apni basa loon
Jee karta hai apni bana loon
Bana loon mein jeene ki wajah
Rab se mei mangoon tujhe
Kyun na ab saaton janam
Jitni bhi ho dooriyan bichdenge na hum sanam
Tu hai meri mein tera
Aaja mere sang chal
Kandhe pe ho sar tera tham jayein pal
Tu hai meri mein tera
Aaja mere sang chal
Tujhko hi toh chahe dil
Aaj aur kal