TUM MEIN ZAMAANA ft. Ronnik & ARMAAN PAUL Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana
Insta pe hui baat
Badhne lage talluqaat
Ek dusre ko jaana
Phir kari shuruwat
Har roz text pe
Baatein hoti teri meri
Har roz tasveerein
Mangwata tha main teri
Us waqt tha
School mein the board exams
Study chhorh classroom mein
Tha karta rehta chat
Yaar dost bolte the
Shayad id hai fake
Zra reh tu sambhal
Na heart ho tera break
Phir aya tha jo pehli baari
Voice note tera
Love you miss you
Tha jawaab usmein tera
Na kara hai delete
Aaj bhi rakkha sambhaal ke
Sunta hoon jab kabhi
Aati hai tu khayal mein
In hawaon mein aaj bhi hai
Mehek vo jo teri
Poori ho saki na vo jo chaahat
Ban gayi tu meri
Zahir karta hoon baatein sari
In lafzon mein
Shayad tere tak awaz ye
Pahunch jaye meri,kyunki
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana
Tujhe yaad hai vo din
In khali sadkon pe
Tera haath mere haathon mein
Hoti tu kareeb
Leta saans tere paas aake
Roya hoon main boht
Kabhi pooch mujhse aake
Tu jab se huyi door
Dardon se dosti
Aur rahoon main akela
Kabhi kabhi sochta hoon
Tujhse mila hi na hota
Ehsaas hai ke tu
Aaj bhi hai mere paas
Tu to jaanti hai na
Kaisa pagal mera dil
Aisa ho gya hoon main
Pehle be-fikra tha
Nyi nyi cheezein bas
Tere liye seekhta tha
Koi jaanta ni haal
Na khud main bataun
Kaise likh smjhaun
Jaise main bikhra tha
Toota hua poora dil
Tukde bhi hue choor
Teri yaadon ko in raanton se
Kaise karoon main door
Door tak dikhta na
Koi raasta hai ab
Tera door chale jaana
Karoon main kaise manzoor
Mujhe yaad hai sab
Jab rooth ke main jata
Mujhe yaad hai vo sab
Kaise tu aa manaati
Kaise nakhre dikhata
Aur tu ghabrati
Mujhe yaad hai vo pal
Gale tu jo lagati
Mujhe yaad hai vo baatein
Jo tu roz kehti thi
Kabhi chorhegi na sath
Mere paas hi rahegi
Mujhe yaad sab kuch
Har gharhi har pal
Rooh kaamp jati sochun jab
Kaisa hoga ye kal kyunki
Tum mein zamaana mera (haan)
Tum mein zamaana mera (haan)
Tum mein zamaana mera (haan)
Tum mein zamaana mera (haan)
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera tum mein zamaana mera
Tum mein zamaana mera