![Aawaara](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/10/25/cec8d3223bcb4067950a795530c3f545_464_464.jpg)
Aawaara Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Akela is sheher me
Hu Mai aawara aawara
Ruka hu tere liye
Umeedo ka maara
Rukh badalti hawa ka mai to yaha gawaah sa hu
Kabhi yahaan kabhi vahaan tabhi rawaan sa hu
Sheher bhi akela hai
Sard raatein andhera hai
Uthi talaash jannat ki
Ghar ki yaadon ne ghera hai
Gumnaami se mutaasir
Hu Mai awaara awaara
Khoya sa hu khud me
Ke kya hi hai ab chaara
Mere safar mere jahaan
Ka mai bayaan sa hu
Kabhi yahaan kabhi vahaan
Tabhi ravaan sa hu
Sab badalte dekha hai
Daanv fir bhi ye khela hai
Mudke dekho to sahi
Paasa kismat ne fera hai
Akela is sheher me
Hu Mai aawara aawara
Ruka hu tere liye
Umeedo ka maara