Khayaal Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2023
Lyrics
karne laga hu pyaar
khud se main zyada yaar
Tere khayal sare ho gaye kahatm
Tujhme na main kabhi tha
Mujhme na tu abhi hai
Tere malal sare ho gaye khatam
Tu mera tha na raha abhi
Kisi or ka hua kyu
Tu mujhme tha jaan sa basa
Meri jaan sa gaya kyu
Likh raha hun roz panne bhar ke
Main haal dil ka
Lafzon ne samhala mujhko
Warna behaal dil tha
Roz roz ka jhagda aine se krta tha
Dil ko sambhalta tha dil na sambhalta Tha
Hasne laga hun khul ke
Nachne laga hun khul le
Saare sawal jaise ho gaye khatam
Karne laga hu pyaar
Khud se main zyada yaar
Tere khayal sare ho gaye kahatm