Aansu Banke Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Aansu ban ke chala aaunga main, yaad karoge kabhi jo sanam
Mar bhi gya toh yeh rooh meri, rahegi teri he hai teri kasam

Ye aankhey bhi meri hai dhunde bahane
Ye bheege he jaye jo tu yaad aaye
Jo mil jaye tu toh main jee bhar ke ro lu
Han kuch der teri baahon mein so lu
Mulaaqat har ek adhuri hai ab to
Jo ho na saki tu meri o sanam
Aansu ban ke chala aaunga main, yaad karoge kabhi jo sanam
Mar bhi gya toh yeh rooh meri, rahegi teri he hai teri kasam
Ho khushiyaan tumhari ye mere jahan ki
Ye umar bhi lag jaye tumko hamari
Jo gam hai tumhare wo mil jaye mujh ko
Ye meri duaayen lage tum ko saari
Halaat apne bataayen tumhe kya
Jee to rahe par na zinda hai hum