KUCH BHI NAHI. Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2023
Lyrics
Dhundu tujhe
Dikhi roshni
Uss raha chala
Sochke
Tu hogi kahin
Aayi mehek
Mujhko teri
Dekha palat ke
Toh
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere bina
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere siwa
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Hu sochu tere yaad mai
Kya hu bhala tujhe yaad mai
Yaadein teri aane lagi
Hai yaad tu abb bas yaad hai
Tu puchta baras baad mein
Hai bol na mere pass ke
Hua mehsoos khuda ka chua
Joh tune kiya mujhe yaad hai
Tu jaanta tha ki nahi
Ke jaaunga mai hi kabhi
Joh puchta mai yeh tujhe
Kaha tune
Kuch bhi nahi
Mai tujhse durr kya hua
Mai khudse durr ho gaya
Bhari mehfil mai khokhla
Andar se hu mai ro raha
Hu mai khud hi ko kosta
Kya mai teri ek bhul tha?
Hua jaise kuch bhi nahi
Kar yaad mat abb bhulja
Mere bina tu tere bina mai
Kuch bhi nahi
Tu chaand si woh roshni hai bhi teri khudki nahi
Kho gaya tha paake
Aadaton mai galat khudko
Daal diya dheere dheere
Jaan lu main khudki abhi
Faaslon ke falsafe hu mai yu fasa
Tu paas leke bas halke se mujhko tu bata
Kyu bhala hu mai khokhla jab
Sab hai pass mere par tu saath na toh mere paas kya
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere bina
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere siwa
Mera
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere liye mai kyu
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere liye mai kyu
Kuch bhi nahi