![Shumaar ft. Shahmeer Raza Khan](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/09/24/8e1cc0f5e51b4431aaf3b2da30e26739_464_464.jpg)
Shumaar ft. Shahmeer Raza Khan Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Baat hai purani
Tha mai naadaan sa
Thay log jo meray
Na kabhi banay
Sochtay thay saaray
Mai hi hoon bura
Hausle mere
Gira kay chal parayn
Yaar thay samjha
Bekhabar mai tha
Ghaeron mei unka
Shumaar ho gaya
Na samjha meri kia khata
Yaar thay samjha
Bekhabar mai tha
Ghaeron mei unka
Shumaar ho gaya
Na samjha meri kia khata
Thay vo paraye
Dekh na saka
Ghar mera saja kar
Khaak mei mila kar
Daur gaye
Matlabi hain saaray
Aur beimaan hain
Par laga mujhay
Jo bhi ho meray
Ban sakayngay, banayngay
Yaar thay samjha
Bekhabar mai tha
Ghaeron mei unka
Shumaar ho gaya
Na samjha meri kia khata
Thi dosti ki misaal na koi
Badli fiza aur, qadar na rahi
Vaja najaanay kia bani
Yaar thay samjha
Bekhabar mai tha
Ghaeron mei unka
Shumaar ho gaya
Na samjha meri kia khata
Yaar thay samjha
Yaar thay samjha
Na na na na na
Na samjha meri kia khata