Hindustan ki Awaaz ft. Kavikaar & Siva G Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Hindustan ki Awaaz (3x)
Saare bolo ek saath
Hidustan ki Awaaz (3x)
Kisaan or Jawaan
Hindustan ki Awaaz (3x)
Saare bolo ek saath
Hindustan ki Awaaz (3x)
Kisaan or Jawaan
Kavikaar :-
Krantikaari hindustani karne aaya mai tabaahi
Kon hai asli kon hai jali bin ubasi raatein kali
Dard ko hum kagazo pe likhte jaise aarzu yeh
Aasu behte apno ke inn sapno se ab tham lu mai
Hai junoon, kalam mai khoon bhad mai gai duniyadaari
Kuch bacha na khone ko pane ko hai duniya saari
Kabhi na karta mai gulaami karna humse na chaalaki
Iss kala ke hum aladdin next comin up is Siva G
Siva G :-
Reppin India Straight Outta Dharavi
I m the Voice of the street they call me Siva G
Lyrical soldier I fight for my people's right
No one's up and no one's down everyone are equal
Learn to treat humans like humans keep your attitude aside
We are divided by language and other barriers but 'INDIA' this one word is enough to unite us
Let's all keep hands in hand and make our nation proud
Let's Be proud and shout VANDE MATARAM in front of the world
Mc Josh :-
Ayee kaha se ?? Bole !!
Dharavi se .
Hum yuwa is Desh ke itihaas likhte .
Bharat ko badaaye chalo hum sab milke.
Jaise Azadi bhi liye humne sab milke .
Toh fir sab milte Kanyakumari se Kashmir .
Judthe hai sab jaise judte hai raaste .
Bharat hai mahan , apan likhe apne chest pe .
United we stand or
Bharat mera best hai .
Hook :-
Hindustan ki Awaaz (3x)
Saare bolo ek saath
Hidustan ki Awaaz (3x)
Kisaan or Jawaan
Hindustan ki Awaaz (3x)
Saare bolo ek saath
Hindustan ki Awaaz (3x)
Kisaan or Jawaan