![Dhuaan ft. Anwoy](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/08/15/403b26a24c5e4ad99088445a7b2128b4_464_464.jpg)
Dhuaan ft. Anwoy Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Kya karoon main jo
Teri aankhon se meri zindagi hai basi
Kya karu main jo teri saanson se meri
Saansein hai yun chali
Kya karu main jo teri
Aankhon se meri zindagi hai chali
Kya karu main jo teri
Saanson se meri saansein
Teri tishnagi adaayein
Mujhse kya keh rahi hai
Jo tu khudse na keh paaya
Mujhse na keh paaya
Duur bhi na reh paaya
Tune mere dil ko lapata
Aakhir kar diya
Tere binn main bhi
Dhuaan
Tune mere dil ko lapata
Na jaane kaise kho gaya
Tere binn main bhi
Dhuaan
Kya karu main jo teri
Baahon mein meri baahein hai yun ghuli
Kya karu main jo teri
raahon se meri raahein hai khul gayi
Yeh duniya ek taraf
Ek taraf hai hum
Teri saugat hai
Ki hum iss kadar hai sanam
Kya karu main jo teri baahon mein
Meri baahon mein teri
Kya karu main
Tune mere dil ko lapata
Aakhir kar diya
Tere binn main bhi
Dhuaan
Tune mere dil ko lapata
Na jaane kaise kho gaya
Tere binn main bhi