
Faasley Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Laapata
Dhoonde mjhe na koi
Sir fira
H mujhsa yha koi nhi
Saal bite badle raste
Aaye fassle
Din gujarte khanste
Kch na kehna h vo chahte
Bss awaaz dein
Bole poche mera haal kya
M kya btau dasta
Ab hoti mjhse ni h aur baatein itni
M aaghe itna meri umr nhi jitni
I'm numb koi feel nai h
Najane aese raatein katni h kitni
Kisi se kehna ni na sunna aai raas ab
Khussi toh nai h pr rehte nai udas ab
Kch ni khaas ab
Lge bkwas sb
Ye kch h baatein jo m kehna chahu aaj sb
I'm not content creator
Real life sada likhe mene real matter
Bnna chahu hr din bss aur behtar
Kch nhi hone wala andr saari baatein sehkr
Jb koi kaam nai rehta araam nai
Kala hi sath uspe h mjhe gumaan bhyi
Hatho me jaam nai kalam h thaam li
Aur aera gera nai koi log jane naam bhyi
Logo ki baat kya kre yha saare tez h
Ye race h ek nhi yha pr sb 2 face h ye maze h
H mtlb sbka ek different ways h ye game money fame ka h aur pesa ka hi craze h
Kisi se pochna ni chahta unke reason
I trust actions aur sbka apna jivan
Do you really think i think that you think about me
Naah i dont give a fuck about it even
I'm leavin
My brain's constantly fighting with my demon
Mera decision
Keep some distance from the people misbehaving cause i'm chasing my dream
Chl rhi war
Samay ye niklega aaiga vo daur
Jha ki shuru daud
Speed high m chlra us aur
Filal signing off
Laapata
Dhoonde mjhe na koi