Scars Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Salute mera bhot so ke naam pe
Ghar se chala main, maa ne bye bola daant ke
Sooror dete gaane mere shaam mein
Raat bhar ghisa per subhe milunga kaam pe
Wo boli yahan per raasto mein jam the
Baccho mein bimari bade boodhe bina aram ke
Kasoor mera, zinda bana laash main
Pathar rakha dil pe aur yaadein bani thi scars ye
Haan dene chahti khaali peeli marks ye
Ye na game mera wala jabb palang tode the sath mein
Haan bachpan se
Crazy wo bole thoda sa lazy hun
Haan judge karne aayi jab gaane sune the raat mein
Kaise saala zinda bana laash main
Per kaise saala zinda bana
Bc
Kaise saala zinda bana laash main
Per kaise saala zinda bana
Salute thoka bhot so ke naam pe
Ghar se chala main, maa ne bye bola daant ke
Sooror dete gaane mere shaam mein
Raat bhar ghisa per subhe milunga kaam pe
Wo boli yahan pe raasto mein jam the
Baccho mein bimari bade boodhe bin a raam ke
Kasoor mera, zinda bana laash main
Pathar rakha dil pe aur yaadein bani thi
Salute mera bhot so ke kaam pe
Tinder winder chaiye ni jab choden sale gyaan ye
Guroor gayab hota ek hi baar mein
Jab baatein ho zameeni aur sapne ho us akash ke
Jahan baitha lambi table pe aur dosto mein wine hai
Pehle number uparwaale ka ki saare saale saath mein jo baithe
Mere jigri saare fine hai
Haan mera dost hai wo
Kaafi kare crime the
Per phir bhi dost hai wo
Chahe kaatein linee
Per saale call aarhi meri ki life mein laga tha L
Yahan toh nanga kara bhai ne
Haan lambi dosti yahan fanda bani jhai mein
Halki thokar mein jo toote
Wo riste tere kaanch ke, napaak the iraade
Soche rakhe yaari jha*t pe
Yahan asli khokhar aaya main aur asli khokhar sath mein
Ab Arjun jaise band rakhe industry aukaat mein
Haan pooche mera pata
Pata lio baad mein
Pooche mera pata
Salute thoka bhot so ke naam pe
Ek hi cheez maangu ki izzat se pehle gyaan de
Yahan ho rhi thi karvaayi sham se
Paisa nasha lene main aaya na is dukaan pe
Wo boli raste yahan saare jam the
Baccho mein bimari bade boodhe bin a raam ke
Kasoor mera, zinda bana laash main
Pathar rakha dil pe aur yaadein bani thi scars ye