
Aap To Jante Ho Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Hello
Kaha hai yaar subha se tu phon bhi nahi utha raha
Han yaar vo i need to talk yaar lekin mere kuch samjh nahi aa raha yaar me kya bolu yaar
Kya hua bol na
Abhi aap sunoge na
Han bol or ye kya aap aap bol raha hai
Haan yaar ab aap mere nahi rahe na
Kya
Mujhko batado kya hai aap dono ke beech
Dosti
Pyaar hai
Ya jismaani hai rishta aapka
Paisa
Ya kewal mera waqt hi kharaab hai
Ya aapka bhi dokhe baazi ka mijaaz hai
Bolo
Bawafai ka khayaal karo
Khud se sawaal karo
Sab kuch bayaan karo
Mujhko azaad kara
khanjar bemiyaar karo
Karo waar karo
Aaj dekha meine aapko
Kisi ger ke sath
Usi nadi ke kinaare
Vahi ped
Vahi chaw
Vahi pathar jaha betha karte the aap
Aapko to yaad hoga
Vahi nao
Vahi taj
Vahi baal
Vahi khushboo
Vahi jhumke ki awaaj
Aapko to yaad hoga
Apke sheher ki hi baat hai
Unse kaho thoda etiyaadan rahein
Udhar ab bhi sabko lagta aap meri hi to jaan hai
Aapki gali me ab kuch bhi nahi
Na makaan
Na wajood
Na hi naam hai
Aap gaye kaha sab kuch chod dia
Chalo theek hai doosri mohabbat hai dil laga sahi
Chalo theek hai
Pehli mohabbat ki badua na kaho aap dua lo
Jaha raho khush raho aap dua lo
Na kare karma asar kabhi apko
Aap dua lo
Fir bhi darta hu mein kabhi kabhi
Mere dil ke tukde milte ho na vahi kahi
Jaha betha karte ho aap
Akele aap nahi aapke sath aapke aap yaani vo
Aap to jante ho
Aapko yaad hoga
Aapke sheher ki hi baat hai
Magar dikhu kahi to nazre milana na
Bewafa ho janta hu wapas batana na
Nazre neeche rakho reham karo
Nigaaho me to jaan hai
Aap to jante ho
Aap ko yaad hoga
Aapke shehar ki hi baat hai
Vo samay
Chaaro taraf thi vo apni baate
Apna samay aap to bhool gae
Apni reet
Apni shaamein
Apne sapne yaadein waade
Apni shaadi
Apna oldage
Apni mustang
Apni fariha
Apki fariha
Vo to badal gai
Aap to jaante ho
Aapko yaad hoga
Aapke shehar ki hi baat hai
Mere dil ki yeh kitaab teri tehreer
Teri tarteeb
Gustaakh e tarteeb dhundhe naya makaan khaali pada
Saza war e hazar kaatu
Raatein
Nasha
Saza
Sab bayaan
Meine yaaro ko bataya tujhe bhool gaya
Gaano me utaari saari soch or mein bhool gaya
Phool khila nahi khilna bhool gaya
Sooraj uga nahi ugna bhool gaya
Kabhi gira nahi girna bhool gaya
Zero 7
Ittefaaq
Huuh