
Shor Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
Zindagi ke
Falsafe me
Chal raha hoon
Mai kuch yun
Tu jaha par
Ja mila tha
Vahi khada hoon
Na jaane kyu
Door kitna
Bandisho se
Fir bhi kyu hoon
Mai bandha
Har zameen ki
Hai ye kahaani
Kya mai iska, hoon sargana
Band ankhon
Mai dekha hai
Bikhare sapno
Ki ghun ko yahaan
Bhatka nahi tha
Shor-gul mai
Kaan ban kar
Tha chala
Jo mai sambhala
Mud kar dekha
Ghira hua tha
Khamosh kahi
Khamoshi nahi thi
Vo sukoon tha
Shor hua jo
Mai samjha tabhi
Kaisa shoooor