![Aaya Parv Paryushan Pyara (Jain Devotional)](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/03/16/dee149bd442b4509aeacc27d60189574_464_464.jpg)
Aaya Parv Paryushan Pyara (Jain Devotional) Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2023
Lyrics
O aaya parv paryushan pyara
Karde jeevan me ujiyara
Tyohar re o ye tyohar re
O charo taraf hai dekho Khushiyan
Jain dharam ka hai ye gehna
Tyohar re oo ye tyohar re
Hamara maan re o sabki shaan re
Udaasiyo ko mita diya hai
Dharm ka path hamein dikha diya hai
Door karein mann ke andhiyare
Gyan ka deepak jala diya hai
Gyan ka deepak jala diya hai
Das dharmo se saja ye utsav
Raag dvesh ko mita diya h
Tyag tapasya aur saiyyam ka
Ghar ghar danka baja diya hai
Ghar ghar danka baja diya hai
Ghar ghar danka baja diya hai
O ye to jeevan safal banaye
Sabke karmo ko ye nashaye
Tyohar re oo ye tyohar re
O aaya parv paryushan pyara
Karde jeevan me ujiyara
Tyohar re o ye tyohar re
Hamara maan re o sabki shaan re
Hamara maan re o sabki shaan re