![Naari Shakti](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/02/16/8814bd7d0cf341009317942116d96e46_464_464.jpg)
Naari Shakti Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
This one's for all the wonderful women out there
Happy Women's Day
More power to you
Naari Shakti Zindabad
Dil toota rona mat
Kabhi bhi khudko khona mat
Dheeth rehna darna mat
Kabhi bhi peeche hatna mat
Asamajik tatvo se kabhi ladna rokna mat
Sahas kabhi chodna mat apni rah modna mat
Chalna pade akele agar muje kisise darna nahi
Mein kisise kum nahi yeh kabhi bhi bhoolna nahi
Khamoshi ko mere kabhi kamzori samajna nahi
Khilona samajkar mere dil se kabhi tum khelna nahi
Chalna pade akele agar muje kisise darna nahi
Mein kisise kum nahi yeh kabhi bhi bhoolna nahi
Khamoshi ko mere kabhi kamzori samajna nahi
Khilona samajkar mere dil se kabhi tum khelna nahi
Ghar aayi laxmi gharwalo ne yeh kiya ehlaan
Khushi ke maare papa ne kharidi mithai ki dukaan
Nazar utarke maa ne lagaya tike ka nishan
Aur pehle hi deen se ban gayi woh hum sab sabki jaan
Subah ghar se nikalke koi jaati apne school
Aur koi dusre ghar jaake saaf karti farsh ki dhool
Karlo kabool tum ki kar rahe ho zulm
Mein tulsi tere aangan ki mat jao tum yeh bhool
Jo dil mein buss jaye woh mohabat mein hi hu
Aur shararat kiye jaye woh bachi mein hi hu
Teri taqdeer badal daale woh hosla mein hi hu
Tera ghar saware woh sangini mein hi hu
Teri khamoshi ko samjhe woh saheli mein hi hu
Daadi amma banke daate woh behen mein hi hu
Chulhe pe haath jalakar roti sekti hu
Khud bhuki aur tuje khilaye woh maa mein hi hu
Chalna pade akele agar muje kisise darna nahi
Mein kisise kum nahi yeh kabhi bhi bhoolna nahi
Khamoshi ko mere kabhi kamzori samajna nahi
Khilona samajkar mere dil se kabhi tum khelna nahi
Chalna pade akele agar muje kisise darna nahi
Mein kisise kum nahi yeh kabhi bhi bhoolna nahi
Khamoshi ko mere kabhi kamzori samajna nahi
Khilona samajkar mere dil se kabhi tum khelna nahi
Mein kaanch jaisi nazuk nahi tum todd nahi paoge
Iraade sherni jaise strong tum pachad nahi paoge
Mere sapne hai majboot tum samaj nahi paoge
Mere kamyabi ke charche tum zhel ni paoge
Choti soch wale muje rok nahi paoge
Apne dimag ki gandagi kya tum poch bhi paoge
Iss samaj pe tu bhoj hume kitna khaoge noch
Harkato se baaz aao kab sankoch dikhaoge
Mein deshh ke garibooo ki maa Ban bhi sakti hu
Apne suput ko peeche bandke jung kar sakti hu
Atmasamman khokar sir agar zhukaati hu
Toh Paapiyoo ka sir kaat bhi sakti hu
Pradhan mantri miss world ban ke aa bhi sakti hu
Olmypics mein jaakar gold laa bhi sakti hu
Parivar sambhalke chand pe jaa bhi sakti hu
Ghar chalane laaye mein desh chala bhi sakti hu
Jhansi ki rani laxmibai
Mira nair
Medha patkar
Ramabai
Savitribai
Dipa karmakar
Lata mangeshkar
PT usha
Hima das
Aur jijabai
Kiran bedi
Mother teresa
Sudha murthy
Chand bibi
Aur aishwarya rai
Pratibha patil
Sushma swaraj
Jayalalitha
Sheila dikshit
Arundhati roy
Sultan razia
Sania mirza
Saina nehwal
PV sindhu
Aur mary kom
Kalpana chawla
Indira gandhi
Sonia gandhi
Rani padmavati
Bachendri pal
Asha bhosale
Freida pinto
Sushmitha sen
Padma lakshmi
aur priyanka
Karnam malleswari
Sarojini naidu
Jwala gutta
Geeta aur babitha