![Lutke](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/02/18/89a4ea5c5cb94953860c9bd4cf015b1e_464_464.jpg)
Lutke Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2023
Lyrics
Ab bas ek hi vajah
Ki ab hun main yahan
Kitne din mai raha
Ik bhi pal na baha
Jab tu tha vahan
Ik bhi baar na kaha
Ki bas tu tha chaha
Bas tu aur mai kya
Bata kya na diya
Kya na kiya
Dhundhu vo nazaara
Hota mai tumhaara
Na farak meri haar ka
Bas chahu vo dubaara
Pehli baari jab nihaara
Jis se pehle sab tune tha bigaada
Najane kya guna tha
Tune mujhko chuna tha
Teri khushi mai hi ishaara khuda ka
Khudkhushi kar pehle thodi khud se
Jab chahe the toh saath nahi tum the
Saari sachai hum dawai ban ghutke
Izzat gavai tum hawai ban lutke
Nazar milaayi thi na ik baar mudke
Meri rajai bhi na thand ab roke
Hui tabhai meri tumko kyu khoke
Teri kalai pe bhi dikhe the vo dhoke
Jooth khilae vo bhulaaye bhool sakha
Meri gavai mere gaane mai tu dhoond zara
jab bulayi tu na aayi aur pada toot pada
Ab bas ek hi vajah
Ki ab hun main yahan
Kitne din mai raha
Ik bhi pal na baha
Jab tu tha vahan
Ik bhi baar na kaha
Ki bas tu tha chaha
Bas tu aur mai kya
Bata kya na diya
Kya na kiya
Dhundhu vo nazaara
Hota mai tumhaara
Na farak meri haar ka
Bas chahu vo dubaara
Pehli baari jab nihaara
Jis se pehle sab tune tha bigaada
Najane kya guna tha
Tune mujhko chuna tha
Teri khushi mai hi ishaara khuda ka
Khudkhushi kar pehle thodi khud se
Jab chahe the toh saath nahi tum the
Saari sachai hum dawai ban ghutke
Izzat gavai tum hawai ban lutke
Nazar milaayi thi na ik baar mudke