Mujhmein ft. Natiq Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Aankhein kholi maine dekha yeh jahaan
Aankhein band hoti behtar hee dikhta
Jaaney khushiyo ka kya karta hai insaan
Jaane bin jaanu jaaana hai kahaan
Baatein hi baatein mai karu
Phir chupta mai raaton kyu hu
Chupan chupaayi khud hi mein
Phir ghusta ilaako mei kyu yun
Suntey na meri
Yeh phir hera feri
Kheenchu kamar ko
Ishaaro se teri
Tu meri main mera
Man mera andhera
Sandesha jo bheja
Samay pe savera khula
Bulate mujhe par mai jaata nahi
Chaahta hu gaana par gaata nahi
Kehte vo mujhko kuch aata nahi
Likhu dilo ki bas
Kuch zyada nahi
Likhu dilo ki bas
Kuch zyada nahi
Mujhmein
Main ghum hu
Jazbey
Ki dhun sun
Sun ke
Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai
Mujhmein
Mujhmein
Main ghum hu
Jazbey
Ki dhun sun
Sun ke
Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai
Mujhmein
Sapno ki nao main yun has ke chalaau
Kass ke bastey taang rastey pe paao
Na hai yeh Kismat ya ittefaq
Chu lun mai chadte din mei taj
Kholu mai pardey toh lo talaashi
Basti yeh aisi ke jeewan se sasti hai maut
Manda insaan par mehnehga yeh daur
Daye pe kamayi aur dao pe burayi
Chalti chalayi toh chal ke chhal
Kya hai bhalayi na padta farq
Naa yeh kabhi jeetey pal bas dhundey phal
Main insaan bana a safal
Main kisaan tabhi karta bijaayi bina chaahey dhan
Panney bhartey hi
Pal do palkon ki chaao ghar
Umeed hai kalam
Behka dil besharam
Behta chalan jo bhi likha vo kitaabo mei dafan
Kisi ko batana mat chup
Jaa ke bak du ab jo bhi tha chupana man mukt
Teer daga mera
baand kheech daala
Baithe Mantri jo
chutiyo ke raja
Bees-bees ka tamacha
Chaabi ghum muh mei taala (uh)
Kaise main bhulu jo maine kaha
Sippin on the monk phir bhi seedha khada
Mil tu kintu rakh distance
Zindagi yeh bikti nai bindu pe akshar
Aksar ain't making no sense (oye)
Faltu ke jhanjhat nai sunta main
Farzon ko mile nahi nao
Dhue jaise kash kyu udaun
Dikhun kaafi sakht kaafi brown
Tarfein naa koi
Akele mein lutf
Sadkon pe gau
Ya rahu main chup
Mujhmein
Main ghum hu
Jazbey
Ki dhun sun
Sun ke
Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai
Mujhmein