Thoda Theher Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2023
Lyrics
Thoda theher
Tu aasra
Banke jahaan
Kahaan tu chala
Mumkin nahi
Jeena yahan
Theher jaa zara
Theher jaa zara
Tera bina kaun mera kise kahun main idhar
Kaisa chadha yeh khumaar khoya maine yeh jigar
Teri karun teri karun subhe shaam main fikar
Laapata
Tu hi raza fir kyun saza mein bitaun saare pal
Teri aakhon mein main dekhun jaise chaand sa nikhar
Dhundhli si zindagi meri yeh jaaye kyun bikhar
Tere bina
Haan mana ki doori kabhi hai zaroori
Lekin ashkon se behti majboori
Meri saansein kyun lagti adhoori
Mujhe chahiye bas bahaana
Jaaye toh mujhe bhi le jaana
Banaya tujhe aashiyaana
Tera, tera tera ho paana
Hamesha tujhko chaahna
Kahun tujhe yahi ki
Thoda theher
Tu aasra
Banke jahaan
Kahaan tu chala
Mumkin nahi
Jeena yahan
Theher jaa zara
Theher jaa zara
Thoda theher
Thoda theher
Thoda theher theher theher
Tu aasra
Banke jahaan
Kahaan tu chala