Kya Karu Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Kya karu mei kya karu mei kya karu mei bata
Kya kahu mei kya kahu mei kya kahu mei
Kya karu mei kya karu mei jisse mane tu
Kya karu mei kya karu mei
Aankhe thaki kandhe jhuke soch kar rhi hai baatein
Aane wale kadamo ki jo gum ki aahatein '
Thak raha hu dheere dheere chalte chalte rasto pe
Girna jau kahi tabhi chil gaye talve mere
Akela hota jaa raha hu jitna uske pass mei
Uska yaane sangeet jisko rakhta dil ke khas mei
Chotil kiya isne sabko dushman ho ya pyaar mera
Na samjh samajh na paya kon pyaar dushan mera
Ye sirf mei jaanu lekin ye nahi
Kahi na kahi chin lata tumse hi
Dur rehna chahu aisa sochu aisi koi baat nahi
Qabul ye rishta tera mera majboori nahi
Khudse hi ladta aye din
Khudko marta mei
Kab tak mei kheechu khudo
Kya hu lash mei
Jeena bhi ye koi jeena
Jisme koi sath nahi
Khud se hi chuppi aur
Teri meri baatein nahi
Das
Kya karu mei kya karu mei kya karu mei bata
Kya kahu mei kya kahu mei kya kahu mei
Kya karu mei kya karu mei jisse mane tu
Kya karu mei kya karu mei
Anjana suffer mera anjaan milte log mujhe
Takrate raho par manzil ka pata aksar puche
Darta mei tumko leke kya tumhe leke sangh mei chalu
Un rasto pe jinka rasta anjaan banke khudse puchu
Kal ki baatein karta nahi
Karta hu mei issi din
Kal kya hoga mei na jaanu
Jeeta hu bas har ek din
Khud mei hi magan hu mei
Auro mei la parwah mei
Ek hi zindagi mili bas jeena chahta sapna mei
Lekin in sapno mei ho tum
Lekin in sapno mei ho tum
Lekin in sapno mei ho tum.
Fir kya hai dikkat mujhe das
Kya karu mei kya karu mei kya karu mei bata
Kya kahu mei kya kahu mei kya kahu mei
Kya karu mei kya karu mei jisse mane tu
Kya karu mei kya karu mei