
Agar Tum Sath Ho Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Tum Pass Ho Ya Na Ho
Kya Farak Hai
Agar Tum Sath Ho
Agar Tum Sath Ho
Tu jo pass haii sab khaas haii
Tere hone se hi jaana hona aaj haii
Alfaaz haii ardaas haii
Tu na pass ho to na kuch lage khass hai
Zazbaat hai Ahsaas haii
Jaana meri duniya ki tu buniyaad hai
Fariyaad haii darkhasst haii
Rab se tu jaana meri darkhaast hai
Rab se m mangu tujhe kitni dafa
Yaadein bhi na hoti y dil se dafa
Hai y kaisa nasha hai y kaisi adaa
Jisne mujh se hi mujh ko hi kiya hai juuda
Bewajah bepanah tujhe dhundhun main kahan
Ab tu hi dikha de mere Rab k nishaan
Yaa to seene se apne le mujhko laga
Wrna duniya se de mere naam mita
Zism ki nhi jaana rooh ki hai baat
Maut k bhi baad bhii na tootega y sath
Hai y dil ki aawaz jaise rab ka paegaam
Tere bin beeta har din jaise kaali shaam
Apne yaadon k panon m dhundhun tera naam
Tujhe dekhe bin har din lage kyun haramm
Na aaram karun kaam
Maana hun m gumnaam
Taaki gaanon m zinda rakh sakun tera naam