
Kabhi Kabhi Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Kabhi kabhi tum mere pas ao
Kabi kabi hum tere pass ayn
Kabhi kabhi dil kry shor boht
Kabhi kabhi saansain hi ruk jayn
Kabhi kabhi moat dikhy khawab me
Kabhi kabhi dar ky hum uth jayn
Kabhi kabhi dar lagay khud sy
Kabhi kabhi khud se hi khar khayn
Kabhi kabhi khud pe malal ho
Kabhi kabhi khud pe hi pyar aye
Kabhi kabhi khud ki me jaan lun
Kabhi kabhi jaan e bahaar aye
Kabhi kabhi shayar ban jayn
Kabhi kabhi jaam ye ulat jayn
Kabhi kabhi baat kryn khud se
Jab kabhi tu humay yaad ay
Yaadain teri tarpati hain mujh ko
Kun sari sari raat ve
Aankhain teri rulati hain mujhko
Kun sari sari raat
Sari sari raat likhy ganay teri yaad me
Sari sari raat teri yaad me guzar den
Sari sari raat baithe dekhe gahri ghoor ghoor
Sari sari raat ankhain ansuon me choor choor
Yun palatna nigahain adain dikhana
Yun anchal ko honton me dheeme dabna
Yun balkha ky chalna takaluf dikhana
Ye sab kuch to akhir faraib he jana
Haal-e-gham un ko sunate jaiye
Shart he ky muskurate jaiye
Dil ky zakham chupate jaiye
Ansu ko hasi batate jaiye
Dastak dar pe tere deta bar bar me
Mausam he bheega tu le ana bahaar ve
Yaadain teri tarpati hain mujh ko
Kun sari sari raat ve
Aankhain teri rulati hain mujhko
Kun sari sari raat