Khone na du ft. Adyot Saigaonkar & Tanay Kulkarni Lyrics
- Genre:World Music/Folklore
- Year of Release:2022
Lyrics
Khone na du
Teri aankhon ke, jheel me dooba me
Yun samundar bhi, tair jaata hu
Laakhon ki, bheed me dhund loo tujhe
Yun toh khud mai hi, kho jaata hu
Baate me, bas teri aajkal sunu
Khudape me, jaaya waqt na karu
Kaisa ye tera hai asar
Hai asar hai asar tera
Kaisa ye tera hai asar
Hai asar hai asar tera
Tujhe me tujhse maang lu
Har saans tere sang lu
Khone na du
Tujhko kabhi
Rivazo se aur vaadon se
Badhkar hai apna naata ye
Khone du
Isko kabhi
Chahe kahi bhi jau me ab toh
Tujhse meri har khushi
Yaade bas teri yaad me rakhu
Khudpe me ik pal bhi, jaaya waqt na karu
Baatein me, bas teri aajkal karu
Khudape me, jaaya waqt na karu
Kaisa ye tera hai asar
Hai asar hai asar tera
Kaisa ye tera hai asar
Hai asar hai asar tera