Artist Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
In khali se paano pe likhte hum
Andhere kamro mai rehte hum
Dil k jazbaat na kehte hum
Gir k haar roz sambhalte ab
Puchta haal na koi ab
Kaise hum din haar kaat te
Khane ko kuch bhi naa naa mangate
Bas ek naam ki aas hai
Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye
Kaise ab hum khud se haar gaye hai
Kyu khuda bhi naa sochta hai ye
Kaise jaa kala pe aise var gaye
Aakhri ye meri hai khwahish
Naam mera chamke bas sitaro mai
Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye
Kaise ab hum khud se haar gaye hai
Kyu khuda bhi naa sochta hai ye
Kaise jaa kala pe aise var gaye
Dekho mai mangta kuch bhi naa
Jaane alfaz ye such hi toh bolu haa
Kaise mai khud ko bayaa karu paano mai
Kahani likhta mai katro se
Jaano tum baare mai mere
Mai khuli kitab tum phad bhi na paoge
Kitna bhi karo blam
Tum mera hi mujhse ye kya hi churaoge
Aakhri ye meri hai khwahish
Naam mera chamke bas sitaro mai
Kyu khuda bhi naa dekhta hai ye
Kaise ab hum khud se haar gaye hai
Kyu khuda bhi naa sochta hai ye
Kaise jaa kala pe aise var gaye