
Baatein Humari Baaki Hai (lofi) Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Baatein humari ab baaki hai
Khona tumhein ab bhi jaari hai
Baatein humari ab baaki hai
Khona tumhein ab bhi jaari hai
Ek hi voh raat, ab bhi aadhi hai
Jab baatein humari ab baaki hai
Ab kho na saku
Kaise kahu
Tum joh na ho
Tab kaise jiyu
Ek hi jawab ab bhi kaafi hai
Jab tumse mulaaqaaten mangi hai
Ek hi voh raat, ab bhi aadhi hai
Jab baatein humare ab baaki hai