
Yahi Hai Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Saare sapno mein kehtha tujhse
Saare sapno mein behka khudse
Khali khali rah dekhu
In khwabon mein hi tanha kabse
Har ik pal thamtha jabse
Khali khali rah dekhu
Teri khushboo mein kho jau
Teri bahon mein mar jau
Ye khushi jo duniya bana de
Is khushi ko mein chodoo kaise
Aage badhne laga hoo
Khud se ladne laga hoo
Teri yaadein yahi hai
Dhadkan badhne lagi hai
Raaton mein kuch kami hai
Teri baatein yahi hai
Aankhon mein kuch nami hai
Dekho bharne lagi hai
Tu mere saamne nahi hai
Phir bhi yahi hai
Dooriya inhe bhi sang lai hai
In saason mein tanhai hai
Khudse hi naraz hoo mein
Chor do mujhe mein is layak hoo
Khud se hi naraz hoo mein
Ye khushi jo duniya banade
Is khushi ko mein chodoo kaise
Aage badhne laga hoo
Khud se ladne laga hoo
Teri yaadein yahi hai
Dhadkan badhne lagi hai
Raaton mein kuch kami hai
Teri baatein yahi hai
Aankhon mein kuch nami hai
Dekho bharne lagi hai
Tu mere saamne nahi hai
Phir bhi yahi hai
Teri bahon mein sukoon hai
Raathon mein sukoon hai
Bathon mein junoon hai raba
Tu hi sab se haseen hai
Kya ye zameen hai
Mujhe ye yakeen hai
Tu mere saamnein nahi hai
Phir bhi yahi hai