
Khush Raho Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2022
Lyrics
Hass-dein dobara tum kaho to
Dil ye bechara khush rahe to
Kya hi kamaya humne tumse, PAR
Kaafi gawaya tumse milkar
Raaton ko jugnu jaise tum
Aate ho par baatein krte nahi
Bholi si surat leke tum
Waade krte, nibhate fir bhi nahi
Jaan-e- jaa, tu jaake jeele apni zindagi
De di hai maafi, smjhke galti apni hi
Jaan-e-jaa, teri khushi m hai meri khushi
Khush rahe, mera bina tu, bs dua yehi
Kitne mai gaane likhdoon, tere hi naam pe
Khud hi badnaam hota ab tere naam se
Fir bhi mai ruk na paata, bhaagu mai in yaad se
Mujhse vo hai kya behtar? sach to sab hain jaante
Teri in dooriyon se, khud ke aaya pass m
Tere jaane se jaana, kya hote hain faansle
Meri khushiyon ka hissa, rakhna tu sambhal ke
Nafrat hoti to tumse keh ni pata baat ye
Par ab ye aaadatein
Badal na rahi hain
Jaisa tha sahi tha
Jaisa hai sahii haiiii
Raaton ko jugnu jaise tum
Aate ho par baatein krte nahi
Bholi si surat leke tum
Waade krte, nibhate fir bhi nahi
Jaan-e- jaa, tu jaake jeele apni zindagi
De di hai maafi, smjhke galti apni hi
Jaan-e-jaa, teri khushi m hai meri khushi
Khush rahe, mera bina tu, bs dua yehi