
Rahguzar Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2022
Lyrics
O rahguzar
Tera lamba safar
In raaho mein mai so jaaunga
O rehnuma
De de dil ka pata
Teri aankhon mein mai kho jaaunga
Jaanejaan
Maana kachcha musaafir hu deewana gumshuda
Kya se kya
Kaanto ko aazmaalenge jab paana gulsitaan
Jaaneja
Khatra hai har gali mein aur ghabraata dil mera
Kya se kya
Bichde na yaara humsafar ye meri iltija
Hai saath Tera
Hai saath mera
O rahguzar
Tera lamba safar
In raaho mein mai so jaaunga
O rehnuma
De de dil ka pata
Teri aankhon mein mai kho jaaunga
Jaaneja
Hai doori manzilo mein par jazbah hai bepanaah
Aasmaan
Manzoori deti apni lehraake qaus-e-qaza
Jaanejaan
Tere nakshe kadam pe dekhi saari kaainaat
Saathiya
Bichde agar, afsos kya, kismat mein tha likha
Tu saath rehna
Hai saath tera
O zaalima mujhko yu na sata
Teri khaamoshi na seh paaunga
O maashuka mujhko man mein basa
Teri yaado mein mai reh jaaunga
O rahguzar
Tera lamba safar
In raaho mein mai so jaaunga
O rehnuma
De de dil ka pata
Teri aankhon mein mai kho jaaunga
Teri aankhon mein mai abhi