Dikhaway Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
Dikhawey ye jitney tum krlo
Akhir main masley wahin hain
Sabar ka khel hai ye sara
Ye duniya bhagi chali hai
Marjaon hukum e khuda se
Be sabri main mout he likhi hai
Ye kagaz bhar daloon main esey
K parchoon ki kilat hoi hai
Ye batain main kis se karn ab
Jo sunta, samjhta nahi hai
Bhar dalain hain kagaz hazaroon
K parchoon ki kilat hoi hai
Khayal he jo bijh gaye safoon pe
Han Wazni tu lafz he wohi hain
Ye lafzoon main wazn na hota
Tu batain tu sb ne kahin hain
Hooton se batain chura k
In kano ko wapis main krdn
Bhari bheeron main bhi main chun k
Tumhain ye alag main jagah dn
Marjaty hain ab tu ye rishty apno par
Pehley marty they apney rishty nibhaty
Mat khona nikaley jo khami.... woh sathi
Dikhaty nahi akas sarey yahan pe
Ye batain main kis se karn ab
Jo sunta, samjhta nahi hai.
Ye kaagaz bhardaloon main esey
Jo samjhey, woh apney nahi hai
Seedhi si fitrat hai meri
Woh sochain bharakta nahi hai
Aaingay kabhi tou ye zad mein
Kahain gey k banda sahi hai
Spraying fire like a flamethrower on your faces
All animated, revving like a lawnmower
I'm a bomb in these places, highly detonated
Flow so cold, like I'm slipping on these pages
Kissing all you mimics. Good bye
Imma talk to the real ones, you
While I rhyme every word on que
Sick times, motherfucker guess who?
Its Sam, back again to fuck you
Imma Play with this beat so smooth
Deep talks ima get you in the mood
Vibe kr, idhur udhar tu na ghoom
Cheap talks, yar kisi ki na sun
Scene on, jb hum likhty hain
Keh kr ye kisey hain
Phirty hum sarkon pe
Girty sambhalty hain
Kisi k bal pe na
Khud ko khud khara khud krty he hain
Dikhawey ye jitney tum krlo
Akhir main masley wahin hain
Sabar ka khel hai ye sara
Ye duniya bhagi chali hai
Marjaon hukum e khuda se
Be sabri main mout he likhi hai
Ye kagaz bhar daloon main esey
K parchoon ki kilat hoi hai
Ye batain main kis se karn ab
Jo sunta, samjhta nahi hai
Bhar dalain hain kagaz hazaroon
K parchoon ki kilat hoi hai
Khayal he jo bijh gaye safoon pe
Han Wazni tu lafz he wohi hain
Ye lafzoon main wazn na hota
Tu batain tu sb ne kahin hain