100 ft. Tarbooze Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2022
Lyrics
100 Marey tou hua main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
100 Hasey tou mainnay kya deakhta
100 Sansey leye ye game mukka
100 Yadou say ye gana likha
Sou gayi, tou mujey kya samjha
100 Marey tou hua main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
Sari baato ki aik baat
Piyar say keya inkar
Guzaru ratey incar
Galti meri, thought that you were insan
Eshaas ki tou first mehmaan
Insaf bhonkey kay tou hewan
Im thinking tou nay leyi meri jaan
Tou nay lay li meri jaan
Tou nay lay li meriiii jaaannn
100 Marey tou hua main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
100 Hasey tou mainnay kya deakhta
100 Sansey leye ye game mukka
100 Yadou say ye gana likha
Sou gayi, tou mujey kya samjha
100 Marey tou hua main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
Kam say kum Faslha rekhei or Deakhein
Sacha hu main apney sath
Karu khud say main ab piyar
Nai chahye tumhara sath
Haan
Ye tou sheesha bhi nahi toota magar khud ko deakhu bikhra
Ajeeb majrah, har roz ka wazan girta
Log boley kuch kha, kesay bolu, sans leta meray khaney ki jega
Ye dhua aram deta mujey
Tujey cool lagta
Mujey cool karta
Bad exculde, good include hota
Ab tou deakhu har roz memory main kya bhoolta
100 Marey tou hun main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
100 Hasey tou mainay kay deakhta
100 Sansey laykay ye game mukka
100 Yadou say ye gana likha
Sou gayi, tou mujey kya faidha
100 Marey tou hua main peda
100 Larey tou hua mujey fiadha
Khud ko asal reekkh kay kesay ghar walo ko sakoon du
Apni asliyat bata kar kesay dostu main khush hu
Zindagi ki sari kahaniya sun ho kar kabool karu
Na khud say karu wadha nai main ab nibhata
Kasam say abhi bhi kuch nahi parna ata
Kasam say abhi bhi kuch nahi parna ata
Abhi bhi kuch yaad nahi rehta
Abhi bhi koi rasta yaad nahi rehta
Abhi bhi soochu agar tu na hoti, tu kya main esa banta, hota?
Apney ap ko heran karta tha, ab log hotey hein
Khud werani ki bantein karta tha, ab wo akley hein
Hassata tha main sab ko, ab wo rotey hein
Sooch tha kay ye sooch kay chotey hein
Mujey khud say loota tha, or hay
Ab mujey apni samaj hay, apni fikar hay
Zindagi nai naqal, zinadgi ab asal hay.
Zindagi nai naqal, zindagi ab asal hay